hello dosto to kaise hai aap log,
aaj hum bat karne bale hai youtube Red kya hai aakhir Youtube red kisliye hota hai aaj hum aapko puri details me batayege youtube red kya hai to chaliye bina koi time barbaad kiye start karte hai.
What is youtube red / Youtube red kya hai
Dosto me aapko bata deta hu ki youtube red ek paid mamership jisme aap bina kisi ads ke video dekh sakte hai youtube red me aapko kisi bhi prakar ka ads nhi dikhaya jaega. agar aap youtube me koi video dekhte hai to aapko bar bar bich bich me ads dikhate hai jisse ki aapko kafi paresani hoti hai or aapko gussa aata hai. To bina koi ads ke video dkhna chahte hai to aap Youtube red use kar sakte hai apko youtube red ko kuch paise dene pdte hai kyuki yah ek paid service hoti hai.
Youtube red India me filhal launch nhi hua hai abhi tak lekin India ke bahar log 10$ dekar use kar rahe hai aap youtube red ka subscreption lekar bina koi ads ke video dekh sakte hai aap isme youtube app minimize bhi kar sakte hai background me song bhi chala sakte hai.
Abhi yah service India me launch nhi hui hai par aane bale kuch time baad India me bhi yah service launch ho jaegi bas aap thoda sa wait karte rahiye
Youtube Red abhi in desho me availble hai
- Australia
- united state
- mexico
- korea
- new zealand
READ POST:-
- Sim card port kese karte hai
- Website ka traffic kaise badaye
- website ya blog ke liye acha domain kaise choose kare
- wordpress par free blog kaise bnaye
- website ya blog me copy karne se kaise roke
At last:-
Dosto umeed karta hu aapko youtube red kya hai jankari ache se samjh aa gyi hogi agar aapko post pasand aaye to apne dosto me share kare or une bataye youtube red kya hai or apne bichar hume comments me jarur bataye
Thank you