hello dosto t kaise hai aap log,
dosto aaj hum is post me janne bale hai instagram se profile picture ko download/save kaise kare jaise ki aap jante hi hoge ki instagram par profile picture chhote se circle me dekhti hai hum use badi size ya zoom karke nhi dekh sakte hai na hi hum use save kar sakte hai to ab aap paresan nhi huiye aap bhi ab asani se kisi ki bhi instagram profile picture ko save ya download kar paege to instagram profile picture save kaise karte hai janne ke liye is article ko poora read kariye to chaliye start karte hai.
Instagram profile picture ko download kaise kare ya
aapko instagram profile picture save karne ke liye apne google play store se ek app download karna padega jis app ka name hai Qeek app yah app aapko google play store par bhi asaani se mil jaega aap ise vanha se asani se download kar sakte hai.
Qeek app download karne ke liye yaha click kare
Jaise hi aap Qeek app ko download karne ke baad open karne hai aapke samne ek page khulega jaha aapko uska user name dalna hai jiska aap profile picture save karna chahte hai.
pic save karne ke sath sath aap use zoom karke bhi dekh sakte hai.
READ POST:-
- win 10 auto updates band kaise kare
- 5 best software data recover ke liye
- instagram se paise kaise kamaye
- kisi bhi simcard ki online call details kaise nikale
- facebook fake account ki report kaise kare
- tez app se paise kaise kamaye
- loco app kya hai? loco app se paise kaise kamaye
At last:-
Dosto umeed karte hai ki aapko instagram profile picture save karne ka tarika samjh aa gya hoga agar aapko post achi lage to share jarur kare or apne bichar hme comments me jarur bataye
Thank you