HumSikhateHain हिंदी में जानकारी

  • Blog
  • GK
  • PDF
  • Books
  • Previous papers

facebook

Facebook account ko secure kaise rakhe or hack hone se kaise bachaye

लेखक: Adminश्रेणी: facebook, Social Network, TECHप्रकाशित: October 5, 2018

Hello dosto,

aaj ki date mai esa koi bhi nhi bacha jiska facebook par account na bana ho facebook bhut hi populer ho gya hai fb par account har koi bnake rakhta hai or use bhi karta hai facebook par account bnane se hm bhut si help hoti rahti hai hme poori dunia ki jankari pal pal mai milti rahti or hm apne jaankar dosto se bhi jud sakte hai or apni family members ke connected mai bhi rah sakte hai. facebook hi ek esi social networking site hai world mai sabse jayda use ki jati hai. agar humara apna koi business hai to ham fb page ya fb group ki help se logo se jud sakte hai.

 

facebook jayda populer hone ke bajah se hme ek khatra bana rata hai facebook par ki hmara account hack na ho jae hmari persional information kisi dusre ko pata na chal jae. Or esa hota bhi hai ki hmara account hmari galtiyo ki bajah se hack kar liya jata hai aagar aap chhoti se chhoti galati karege to aapko aaccount  jaroor hack kar diya jaega, facebook par daily lakho caroro galat paasword daalkar account ko hack karne ki kosis ki jati hai. Or kuch log galat hack kar bhi lete hai to aak mai aapko btaunga aap apne account ko secure kaise rakhe taki aapka account koi bhi hack na kar pae.

 

 

-: FACEBOOK ACCOUNT HACK HONE SE KAISE BACHAYE :-

 

Agar aap facebook chalate ho to aapko use secure rakhna bhi ana chaihe.

facebook account kaise hack hota hai yah aapko jaankari honi chaihe,to aaiye aaj hum aapka facebook setting setup karna seekhate hai taki aap bhi apna account hack hone se bacha sake,or use safe rakh sake.

 

 

-: Enable login alert :-

Yah facebook ka best feature hai yadi koi aapka account login karega to aapko turant notifashion mil jaega or aap apna account ka information bacha sakte hai.

Loginalert ko on karne ke liye step follow kare

1-FB id login kare

2-fb ki setting mai jaye

3-security mai jaye

4-Setting up extra security mai jakar screen dekh kar setting kar le.

 

-: Use two-factor authentication ko setup kre :-

Agar aap apna account ko secure karna chahte hai bhut ache se to (Use two-factor authentication) ise on kar sakte hai jisse ki agar aap ya or koi apka account on krta hai use aapka password malum hai vo jese hi fb login karega ek code aapke phone par aaega us code ke bina fb login nhi hogi aapka code usi no. par aaega jis ko aap Use two-factor authentication mai verify karege Use two-factor authentication ko enable karne ke liye step by step follow karte jaiye.

Facebook account ko sacure kaise rakhe

 

-: Use two-factor authentication setup ke liye step follow kare :-

1-facebook login

2-facebook setting ko khole

3-security & login mai jae

4-Use two-factor authentication par click kare

5-ab aap asani se setting kar sakte hai

 

-: Privacy setting setup kare :-

Aap apne hisab se apni privacy setting ko setup kar sakte hai.

aapke account par aapki post kon dekhe or kon nhi dekhe sab aap yahi se setup kar sakte hai.

aap apne friend ko hide rakh sakte hai ki aapko kon kon friend request send kar pae or kon aapko friend request send nhi kar pae yah vi setup karskte hai.

aap apne friend ko only me kar sakte hain.

 

-: Kisi fake login page par apna id login na kare :-

kuch log facebook side jaisa fake page bana dete hai or appko send kar ete hai taki aap uspar apna id login kare or unke paas aapki id ka emile or password aa jata hai jisse aapki id vo hack kar lete hai. Agar aapko koi facebook ki link de to aap use ek baar chack kar le link https://www.facebook.com hi hona chaihe facebook.com is type ka nhi hona chaihe  agar is type ka hua to aap ispe apna id login karege to aapka id hack ho jaega.

 

-: Account deactivate karde :-

Agar aapko lagta hai jo tarike aapko btaye hai inse bhi aapki security nhi badti hai to aapko agar esa lage ki hmara account koi bar bar hack karne ka try kar raa hai to aapka account deactivate kar sakte hai taki aapki persionl information leak nahi ho paegi.

 

-: fb mai apna number add kare :-

aap apna mobile number account mai add kar sakte hai taki agar aap apna fb ka password bhul jae to use phirse forrget kar sakte.

 

-: friend request accept na kare :-

aap unka hi friend request accept kare jinse aapki ache se pahchan ho barna request accepted na kare. agar request accept karna bhi chahte hai to ek baar profile check kar sakte hai agar aapko fake id lage toh aap us request ko accept na kare.

 

-: Computer mai antivirus rakhe :-

aapko apne computer mai antivirus rakhna bhut jaruri hai kyuki agar aap apne computer par kuch kam karte hai to aapki sab jankari internet par automatic jaankari chali jati hai jisne is virus ko bnaya hai vo aapki details dekh sakta hai.

 

Read post:-

  • SBI net banking online activate kaise kare
  • SBI net banking se paise transfer kaise kare
  • sbi yono app kya hai
  • Android studio kya hai?
  • Whatsapp se paise kaise kamaye
  • Email marketing se paise kaise kamaye
  • Whatsapp par face lock kaise lagate hai
  • Whatsapp hack kaise kare
  • Home loan kaise le? Home Loan lene ki puri jankari hindi me
  • Facebook creator kya hai? Facebook creator se paise kaise kamaye
  • Car kharidhne ke liye loan kaise milega? Car loan important tips in hindi
  • Instagram account hamesha ke liye deleted kaise kare

 

At last:-

Dosto agar aap hmari batayi gayi bato ka deyan rakhte hai to aapki id hack hona bhut hi muskil hai or han aap ek baat ka hmesha deyan rakhe kabi bhi apna password kisi ko na btaye

Mene jo aapki tarike bataye hai agar aapka account inse ache se secure ho jata hai to apne sare friend ko bhi yah post share kar sakte hai.

Agar aapko kuch or jaankari hai security ki to hme comments karke bataye…..

 

Thank you..

 

 

सीखो और सिखाओ, इंडिया को आगे  बढ़ाओ  

 

 

 

और पढ़ें »

Facebook creator kya hai? Facebook creator par account kaise banaye

लेखक: Adminश्रेणी: facebook, make money, Social Networkप्रकाशित: July 11, 2018

Hello dosto to kaise hai aap log,

Aaj hum bataege facebook creator kya hai? Facebook creator par account kaise banaye dosto facebook ne apna video sharing platform launch kar diya hai friend aap log facebook par page banake agar video upload karte ho to aaj hum aapko bataege facebook par video upload karke paise kaise kamaye ja sakte hai Agar aapko nhi pata hai Facebook creator kya hai toh aap is post ko poora read kare to aaiye jaan lete hai facebook creator kya hai? to chaliye suru karte hai.

Facebook creator kya hai?

Dosto facebook creator ek video sharing platform hai jis tarah aap youtube par channel banake video upload karte hai or youtube aapko paise deta hai to facebook par bhi video upload karke ab paise kama paoge.

Agar aapko video bnana acha lagta hai ya aap apna telent dunia dekhana chahte hai video banakar to aap facebook creator par apna video upload kar sakte hai or aap apne page ko monetize kar sakte hai jisse aapko facebook paise dega.

Dosto facebook creator bhi youtube ki tarah hai aap facebook creator pe video upload bhi kar paege or video dekh paege agar aap ek youtuber hai to aapko achi jankari hogi is chij ki

Agar aap youtube par video upload karte hai to ab aap apni video facebook creator par bhi upload kar sakte hai aapko double income kar paege aapko youtube se bhi paise earn kar paoge aur facebook creator se bhi aap earnig kar paege.

  • Facebook account deleted kaise kare

Facebook creator par account kaise banaye

Ab hum janege facebook creator par account kaise banaye to me aapko bata du agar aap facebook creator par account bnana chahte hai to aapko Sabse pahle facebook creator ki official website par jana hoga to aaiye hume step to step follow kare.

  • aapko sabse pahle facebook creator ki website par visit karna hoga direct visite karne ke liye yaha click kare
  • Aapko facebook creator website par visit karne ke baad use join karna hoga join karne liye aapko join ka ek option diya jaega uspe click kare.
facebook
Facebook creator par account kaise banaye.
  • Join karne ke baad aapko ab sign in with facebook par click kar lena hai
Facebook creator par account kaise banaye.
  • ab aapko kuch details bharni hogi
facebook creator par account kaise banate
facebook creator par account ragister kaise kare
  • ab aap jab Let’s do this! par click karege toh aapke samne congratulations! You’re in. ka massage aa jaega Iska matlb hai ki aapka account ragister ho chuka hai aapko emile par pata chal jaega aapka account approved hua hai ya nhi.
facebook creator
Facebook creator par account kaise banaye
  • Apne facebook account ko secure kaise rakhe
  • Facebook se apni simcard ka data kaise nikale
  • Ek browser me multiple fb account kaise chalaye

At last:-

Hello dosto asha karte hai aapko facebook creator kya hai or facebook creator par account kaise banaye yah jankari samjh aa gai hogi to ek baar or bata du dosto facebook creator ek video sharing platform hai youtube ke taraha jaise aap youtube par video upload karte hai usi tarah aap facebook par bhi video upload kar sakte hai to agar aapko post pasand aaye to share jarur karna agar koi problem ho facebook creator account bnane me to aap hume comments ya hmare social account par hume massage kar sakte hai

Thank you

  • Instagram se profile picture ko save kaise kare
  • Instagram account deleted kaise kare

और पढ़ें »

Facebook Account deleted kaise kare – sabse asaan tarika

लेखक: Adminश्रेणी: facebook, Social Network, TECHप्रकाशित: July 4, 2018

Hello dosto to kaise hai aap log,

Aaj hum janege facebook account deleted kaise kare hmesha hmesha ke liye vaise to aapko facebook account deactivated karna ata hi hoga lekin facebook account aap deactivated karne ke baad jab chahe use login karke activted kar sakte ho lekin agar aap fb ko deleted kar dete ho to aap use kabi open nhi kar paoge vo aapka account hmesha hmesha ke liye facebook se deleted ho jaega

facebook par hum jante hi hai ki real name se jayda log fake name se id chalate hai kabi kabar hum kisi ke maze lene ke liye timepaas ke liye fake account bana lete hai or baad me us fake account ko deactivated kar dete hai magar kabi kabar account activate ho jata hai deactivated na karne ki vajah aap us account ko hmesha hmesha ke liye deleted bhi kar sakte hai.

Agar aapne apni facebook account ko deleted kar diya hai toh aap us deleted account ko 14 din ke andar deleted cencel bhi kar sakte ho facebook account ko deleted karne ke liye 14 din ka time leta hai agar aap chaho to us account ko 14 din ke andar deleted hone se rok sakte ho magar agar 14 se agar ek din bhi extra ho gya to phir vo hmesha ke liye deleted ho jaega facebook se aap use doobara login nhi kar paege.

  • Facebook account ko secure kaise rakhe

Facebook account ko permanently deleted kaise kare

fb account ko deleted kaise kare hmesha hmesha ke liye aaiye jaan lete hai niche bataye gye sabhi point ko ache se follow kare.

  •  Sabse pahle browser me aap jis bhi facebook account ko deleted karna chahte hai use login kar le
  • Ab aap usi browser me new tab ko open kar le or us new tab me aapko search karna hai https://www.facebook.com/help/delete_account aap is URL ko copy karke new tab me paste kar de ya agar chahe to isi url par click karke direct facebook account deleted kar sakte hai

Jab aap is URL par click karege to aapke samne niche diye gye screenshot ki tarah page khulega

 

Ab aapko is Box me apna facebook login password dalke Submit kar dena hai

 

ab aapke samne account succesfully scheduled for deletion ka massage aa jaega ab aapka kaam poora ho chuka hai aapka account 14 din ke andar facebook se deleted ho jaega agar aap chahe to account deleted request ko cencel karke account deleted hone se rok sakte hai request cencel karne ke liye jab aap account ko login karege to aapke samne confrim deletion and cencel deletion ka optin milega aap vnha se request ko cencel kar sakte ho.

  • facebook id se simcard ki call details kaise nikale
  • Ek browser me multiple facebook account kaise chalaye
  • instagram se paise kaise kamaye
  • instagram profile picture ko save kaise kare

At last:- 

dosto umeed karte hai aapko hmare dwara batai gai fb account permanently deleted kaise kare yah trick ache se samjh aa gai hogi agar aapko yah post pasand aaye to ise apne dosto ke sath jarur share kare or agar aapko apna facebook account deleted karne me koi problem aati hai to aap humse help le sakte hai hme direct facebook id pe msz kar sakte hai ya comments bhi kar sakte hai

 

Thank you

और पढ़ें »

Ek browser me multiple facebook account use kaise karte hai

लेखक: Adminश्रेणी: facebook, Social Network, TECHप्रकाशित: April 22, 2018

Hello dosto aaj hum is post me janne bale hai ki ek browser me aap multiple facebook account kaise use kare kyuki hum bar bar apni dusri facebook account khol ke use kar sakte or bar bar id logout karne ki jarurat na pade to chaliye jan lete hai ek browser mai multiple fb account kaise use kare aap to jante hi hai online account hmari life mai bhut important ho gya hai aaj ki date me har insan ka social media jaisi ki facebook,twitter and instagram jaisi platform par account to milna simple bat ho gyi hai jaisi ki aap bhut baar ek sath do account  use karne ki jarurat pard jati hai agar aap baar baar id logout and login karege to aapka kafi time waste hoga isly aaj mai aapko btauga aek sath multiple facebook account use kaise kare ek hi browser me.

  • earn online money

 

Ek browser mai multiple facebook account kaise istemaal kare

 

step:-1

Sabse pahle pc me chrome browser me apna facebook.com par apna facebook account login kar le agar aapka pahle se ek account open hai broswer me to side me show ho rahe top par navigation menu me right side mai Add account par click kare.

Add acount par click karne ke baad apna dusra facebook id login kare

 

isme aaapko apna facebook ka emile and password dal ke log in kar dena hai log in karte hi aapki second id khul jaegi to dosto isi taraha aap multiple account khol sakte hai.

  • call details hack kaise kare

step:-2  

Ek facebook id se dusri Facebook id par kaise switch kare

 

dosto agar aap chahe to ek facebook account se dusre facebook account me switch kare yah bhut hi asaan tarika hai ek fb account se dusre fb account me switch karna ho to aap nevigation menu me account switch par click kare.

ab aapko koisa bhi fb id login karni ho to add account par click kar akte hai yadi pahle se login ho to direct click kar akte hai.

At last:-

dosto to ap is tarah se apne ek browser mei multiple account login kar sakte hai dosto umeed karta hu aapko aaj batai gai ek browser mai multiple fb account kaiase use kare yah trick samjh aai hogi aagar yah article aapke liye helpful ho ti pls ese apne dosto ya social network par share karna na bhule agar kisi bhi prakar ka sawal puchna sho to hme aap comments kar sakte hai aapke sawal ka jawad jalaz hi diya jaega.

 

Thank you

 

और पढ़ें »

Facebook par sabhi friend ko ek sath unfriend kaise kare

लेखक: Adminश्रेणी: facebookप्रकाशित: March 17, 2018

Fb par ek click mai sabhi friend ko unfriend kaise kare:-

hello friends,

Aaj mai aapko is post mai batane bala hu fb par one click mai sabhi friends ko unfriend kaise kare agar aapke facebook account par bhut sare anjaan log add ho gye hai aap kisi ko nhi jante aapko sabhi anjaan logo ko ek ek se unfriend karne mai problem ho rahi hai aapko bina matlab mai bhut saare massage aa rahe hai aap sabhi ko unfriend karna chahte hai to mai aaj apko is post mai btane bala hu aap ek click karte hi sabhi anjaan logo ko apne facebook account se unfriend kar sakte hai to chaliye time kharab na karte hue start karte hai.

Sabhi facebook friend ko ek sath unfriend kaise kare

Sabhi facebook friend ko ek baar click karte hi unfriend kaise kare,

step:-1

  1. sabse pahle aap apne computer ya laptop mai browser ko open kar le.

step:-2

ab aap apne chrome browser mai apni facebook id ko open kar le.

step:-3

ab app apni facebook id login ho jane ke baad facebook friend remover extension install kare.

step:-4

broswer mai facebook friend remover extension install ho jane ke baad aapko broswer ke right side mai yah icon show ho raha hoga uspar click kare.

step:-5

  1. ab aapko jis jis ko unfriend karna hai un friend ko select kar le
  2. yadi aap sabhi ko ek sath unfreind karna chahte ho to select all par click kare
  3. ab niche jaye or remove friend par click kare.

Dosto remove friend par click karte hi ek click mai aapke all friend unfriend ho jaege.

At last:-

dosto umeed karte hai aapko yah post pasand aayi hogi or bhut helpful rahi hogi agar aapko yah aertical pasand aata hai to apne dosto ke sath share karna na bhule ho skta hai aapke kisi friend ko is artical ki jaroorat ho sakti hai.

Thank you

और पढ़ें »

Facebook fake account ki report kaise kare in hindi

लेखक: Adminश्रेणी: facebook, TECHप्रकाशित: February 22, 2018

hello dosto FACEBOOK par bhut sare fake account hote hai jese ki aap jante hi hoge……….koi aapke name ka fake account bana leta hai ya aapki pic apne fake account par laga leta ya aap ek ladki hai aapke name se koi ladka fake account bana kar miss use kar raha ho aapki pic us fake account par share kar raha ho to aap us account ki report karke us account ko hmesha hmesha ke liye fb se deleted kaise kare agar aapke paas account ka email passwd hai to aap use bhut hi aasani se deleted kar sakte hai magar aapko  ye bhi nhi pata ho ki kon hmare name se fake account use kar raha hai to aap se fb se report karke asani se fake account deleted kar sakte hai.

facebook fake account ki report kaise kare

  • Aap apne facebook account ko login kare
  • ab jo fake account hai uski profile open kare
  • profile mai jane ke baad screenshot mai dikh rahe report option aapko show hoga

  • ab report par click karne ke baad aapke samne 3 option show karege

ab aapko report this profile ko select karna hai

  • aab aapko reason batana hai ki aap report kyu kar rahe ho kis karan se aap report kar rahe ho

phir us reason ko select kar lena hai

  • ab aapko submit to review par click kar dena hai than continue kar dena hai

  • ab aapko done kar dena hai

Dosto aapki report successfully ho chuki hai ab facebook us account ko review karega agar unko samjh aata hai ki yah account fake hai to use deleted kar dege agar unko samjh nhi aaata to us id ko proofe ke liye id proofe manga jaega agar aap kisi ke orignel account ko deleted karwane ki soch rahe hai to deyan rahe us account ka review hoga review ke baad vah account fake nhi mana jaega ho sakta hai ki aapke account ko fake mana jae or facebook aapke account ko deleted karde.

Dosto umeed karta  hu aap logo ko yah artical pasand aaya hoga agar pasand aaye to ise apne dosto ke sath share kare taki vo bhi fake account ki report kar sake agar aapko kuch samjh na aaye to comments mai puch sakte hai.

Thank you

और पढ़ें »

  • Go to page 1
  • Go to page 2
  • »

Primary Sidebar

Recent Posts

  • Google Se Paise Kaise Kamaye 2021 Hindi me Janiye
  • Online Paisa Kamane Wala App 2021 Download | Win Paytm Cash
  • Mobile Se Loan Kaise Liya Jata Hai Janiye Hindi Me
  • Latest New South Indian Hindi Dubbed Movies Download 2021
  • The Family Man Season 2 Web Series Download Filmywap Filmyzilla 480p 720p