HumSikhateHain हिंदी में जानकारी

  • Blog
  • GK
  • PDF
  • Books
  • Previous papers

Android mobiles

Top 5 Best camera Apps For Android ( Smartphone ) in 2018

लेखक: Adminश्रेणी: Android mobiles, mobile app, TECHप्रकाशित: October 3, 2018

Hello dosto to kaise hai aap log,

Aaj hum bat karege Top 5 best camera Apps for Android phone ke liye konsa hain, Dosto jese ki aap jante hai log phone ko camera ki quality dekhkar hi pasand karte hai, Aaj ki dunia me log photo shoot karane ke liye bhut deewane hote ja rahe hai har koi apni photo shoot karna chahta hai behtar quality ke sath, , magar bhut se logo ko ye nhi pata hai ki Android phone ke liye bahitar photo shoot karne ke liye konse camera ka istemaal karna chaihe, To aaj me aapko is post me btauga aapko photo shoot karne ke liye konse camera ka use karna chaihe taki aapki photo sabse achi shoot ho paye to aaiye jaan lete hai wo top 5 Best camera konse hai jo aapki photo me char chand laga sakte hai.

-: Top 5 Best camera Apps For Android :-

To dosto jaan lete hai photo shoot karne ke liye wo 5 best camera konse hai.

-: Candy camera :-

 

candy camera
Candy camera

Candy camera selfie lene ke liye best camera me se hai, Candy camera aapki photo me alag hi prakar ki quality la dega agar aap selfie lene ke shokin hai toh aapko candy camera ek baar jarur istemaal karna chaihe, I s camera me aapko bhut se tarah ke effect and filters dekhne ko mil jaege or aap apni pic me stikers bhi use kar sakte hai, Isme aapko mekeup tools bhi mil jaega jisse ladkiyan apni gandi sakal ko makeup karke beautifull sakal bana sakti hai.

Yap aapko aapko aapke Android phone me google play store me mil jaega aap ise vanha se asaani se downlaod kar sakte hai.

Downlaod

 

-: Camera MX :-

 

Camera Mx

Yah camera old ke sath sath bhut popular camera hai bhut se log is camera ka use karte hai, Is camera ko abhi tak 10million+ se jayda logo ne download kiya hai is camere se aap Live shoot kar sakte ho or yah camera aapko bhut se alag alag prakar ke effect or filters bhi deta hai Is camere se aap apna GIF bhi bana sakte hai. Yah camera Android phone ke liye best camera hai agar aap ise use karna chahte hai to aap is camere ko apne android phone ke google play stor se download kar sakte hai.

Download

 

-: Beauty plus camera :-

 

beautyplus
Beautyplus camera

Dosto ye camera bhut hi popular camera me se ke camera hai is camera ko use me bhi karta aa raha hu photo shoot ya selfie lene ke liye me aapko batana chahuga ki is app me selfie lene ke liye bhut se effect and filters hai jinse aap apni pic ko sandaar bana sakte ho agar aap is camere ko download karna chahte ho to aap apne android phone me google play stor se downlaod kar sakte hai.

Downlaod

 

-: Camera 360 :-

camera
Camera 360

Dosto is app ki downlaod bhut hi jayda hai, Is app ko 100 Million downloading hai aap iski downlaoding se hi aapna andaz laga sakte hai ki is camere me kuch to quality hogi ki itni downlaoding hai is camere ki is camere ke features apse alag hai dosto me batana chahuga photo shoot ke liye yah bhut hi badiya camera hai.

Download

 

-: Camera FV-5 :-

 

camera FV-5
camera FV-5

Dosto is camere me aapko DSLR ke sabhi features dekhne ko mil jaege, Is camere se aap profassional photography kar sakte hai.

Downlaod 

 

Read post:-

  • Facebook creator se paise kaise kamaye
  • Whatsapp hack kaise kare
  • fb account permanent deleted kaise kare
  • Instagram se paise kaise kamaye

 

At last:-

Hello dosto to umeed karte hai aapko top 5 best camra android mobile ke liye konse hai yah jankari achi lagi hogi Agar aapko hmari yah post pasand aayi hoto is post ki share karna na bhule apne Social sites par and whatsapp group me, Or hume apne bichar comments me jarur bataye

 

Thank you

और पढ़ें »

Honor Play Phone review in hindi | Specifications & price In india

लेखक: Adminश्रेणी: Android mobilesप्रकाशित: August 9, 2018

Hello dosto To kaise hai aap log,

Namskar dosto aapka bhut bhut swagat hai humsikhatehain.com par Dosto Honor ne apna new phone launch kar diya hai, Aaj hum is post me Honor Play AI selfie camera phone ke specification & price ke baare me baat karege Hum janege ki Honor play Phone apko lena chaihe ya nhi isme kya kya new features hai or iski price kya hai india me! To aaiye karte hai Honor Play Phone ka review in hindi.

Honor Play Phone sprcification & price In India

Features

Display

Honor Play phone me aapko 6.3 Inch ka Full+Hd display dekhne ko mil jaega, Hono play me 19:9 Aspect ratio ke sath aapko Notch screen mil jaega Notch screen aaj ke time me bhut hi tranding me chal rahi hai Har koi Apni screen me Notch dekhna chahta hai.

Processor

Honor Play Phone me aapko Hisilicon Kirin 970 Octa core Processor mil jata hai or iske sath me aapko Mail-G72 Mp 12 milta hai, Yah phone PUBG jaise game khelne ke liye best phone hai.

Camera

Honor play Phone me aapko Dual rear camera mil jata hai jo 16Mp or 2Mp ka hai aur aapko isme 16Mp ka front ( selfie ) camera mil jata hai, Hono Play Phone ka camera me bhut hi quality hai jo ki aapke liye photo shoot karne ke liye sabse best camera hai.

Battery

Honor Play me aapko 3750 mAh Li-po battery mil jati hai jo ki is phone ke liye batter hai or powerfull battrey hai.

Memory

Honor Play Phone 2 Variant Ram ke sath launch hua hai

  • 4gb Ram
  • 6gb Ram

Aapko dono variant me 64gb ka inetrnal storage milega is phone me aap SD card bhi laga sakte hai jisse apne internal storage ko or bhi bada sakte hai.

Honor Play Phone Price In India

Honor Play Phone 2 variant ke sath launch kiya gya hai isliye iski price bhi alag alag hai.

  • 4gb RAM – 64 gb internal storage ka price = 19,999 Rupay hai.
  • 6gb RAM – 64 gb internal storage ka price = 23,999 rupay hai.

Honor Play Phone Full specifications

Gernal

[table id=10 /]

Display

[table id=11 /]

Hardware

[table id=12 /]

Camera

[table id=13 /]

Software

[table id=14 /]

Connectivity

[table id=15 /]
Sim1

[table id=16 /]
sim 2

[table id=16 /]
Sensors

[table id=17 /]

At last:-

Dosto Mere hisab se Honor Play Phone bhut hi acha phone hai is phone ke features market me tranding me chal rahe hai jaise ki Notch screen, Face unlock, and AI camera. agar is phone ka price thoda sa kam hota to yah apne sabke liye lena asaan hota Or bugdet phone list me sabse top par hota.

Dosto umeed karte hai aapko yah post pasand aayi hogi agar post pasand aayi ho to apne dosto ke sath share jarur kare or is phone ko leke aapke bichar kya hai hume niche comments me bataye

Thank you…

और पढ़ें »

Xiaomi Mi 8, Mi 8 Explorer and Mi 8 se, price, specifications and features

लेखक: Adminश्रेणी: Android mobiles, mobile phones, new updateप्रकाशित: June 1, 2018

hello dosto to kaise hai aap log,

Dosto china compny xiaomi ne friday ko apne letest smartphone mi8 launch kar diya hai, xiaomi apne kam paiso me achi quality me bhut famous hai abhi friday ko xiaomi mi8, mi8 explorer and mi8 se, apne budget phone me bhut hi charchit hai.

dosto aap to jante hi hoge ki xiaomi India me No.1 smartphone compny ban chuki hai to aaiye jaan lete hai dosto aakhir Xiaomi MI8, MI8 Explorer, MI8 Se me esi kya khash baat hai?

Aakhir in phones ki kimat kya hai, in phone ke specifications and features kya hai yah janne ke liye post ko aage padte raiye To chaliye start karte hai.

Xiaomi Mi 8, Mi 8 Explorer and Mi 8 se, price, specifications and features

Xiaomi Mi 8

 

Dosto agar xiaomi mi8 ki baat ki jay to yah bhut sandaar phone hai isme aapko Qualcomm snapdragon 845 Soc hai is phone me aapko 12+12mp ka dual camera mil jata hai or aapko apni pyari pyari selfie lene ke liye 20mp ka selfie camera mil jata hai

[table id=6 /]

Mi8 ki india me kya kimat hai?

6gb Ram – 64gb Rom – 28,500/- INR

6gb Ram – 128gb Rom – 31500/- INR

6gb Ram – 256 Rom – 34,500/- INR

Mi8 Explorer

aaiye dosto ab bat kar lete hai MI8 Explorer ke bare me isme kuch alg se nhi vohi same specifications hai

[table id=7 /]

MI8 Explorer ki kimat india me kya hai?

8gb Ram – 128 Rom- 39,000/- INR

MI8 SE

To chaliye dosto ab baat kar lete hai MI8 SE ki

 

Mi8 Se specificatins & features

[table id=8 /]

MI8 ki price India me kya hai?

4gb Ram – 64gb Rom – 18,990/- INR

6gb Ram – 64gb Rom – 21,000/- INR
Read post:-

  • OPPO RealMe 1, price, specifications and features
  • android phone root kaise kare
  • win 10 me auto updates band kaise kare

At last:-

to doso yah mi ke phones launch kiye hai mere hishab se in price me kafi ache specifications diye hai filhal to abhi yah phone china me launch huye hai India me kab launch hoge iski jaankari hme nhi hai jab bhi launch hoge aapko jaankari mil jaegi

to dosto umeed karte hai aapko yah post pasand aayi hogi agar post pasand aaye to ise apne dosto ke sath jarur share kare or in phones ke liye aapke opinions kya hai hume comments me bataye

Thanks you

और पढ़ें »

OPPO RealME 1 price, Specifications, features

लेखक: Adminश्रेणी: Android mobilesप्रकाशित: May 29, 2018

hello dosto to kaise hai aap log,

Dosto aaj hum is post me janege OPPO ke RealMe 1 phone ke bare me aap to jante hi hoge ki OPPO ne is baar new smart phone launch kiya hai.

OPPO RealMe 1 phone un logo ke liye lene ke liye bahetar hai jinke paas paise kam hai vo is phone ko kam paise me kharid kar ache features ka labh utha sakte hai.

Aap to jante hi hai bhai log agar kam paise me acha phone mile or ache features mile toh us phone ko lena kaun nhi chahega to bhaiyon aaj hum OPPO RealME 1 Phone ke specification, price and features ke baare me janne bale hai

me aapko btauga aapko yah phone kharidna chaihe ya nhi kharidna chaihe? krepya post ko poora read kare or apne bichar hume comments me jarur bataye.

OPPO RealMe 1 Price, specifications, feaures

Dosto me aapko bata deta hu OPPO RealMe 1 ek aaisha phone hai jishme aapko kam paise me ache acheor bhut jayda specifications milege

Dosto aapko 8990/- rupy me itne sare specifications mil jate hai jo ki bhut jayda hai is price me dosto ek sabse achi baat btau to isme jo camera quality hai wo bhut hi badiya hai jisme aap apne gharbali ke sath badiya badiya cumma bale selfie le sakte hai battery bhi iski bhut badiya hai jisko aap ek baar full charge karke apni girlfriend se rato rat call ya online cumma le sakte hai phone band hone ki koi aapko chinta hi nhi rahega.

Dosto isme ek baat mujhe bhut buri lagi ki salo ne fingerprint nhi diya agar de dete to kya chala jata inka han lekin face unlock jarur diya hai jo ki din me kaam karega raat ke andere me kaam nhi karega.

is phone ko degisn kafi ache tarike se kiya gya hai dekhne me bhut hi sandaar phone lagta hai iska back bhi bhut sandar hai aapko dimond cut ka design milega or polycarbonate ki iski body milegi.

Aapko is phone ke sath earphone nhi milegi agar mil jati to kitna acha rahta par sale itne kanjoos hai ki earphone hi nhi di.

OPPO RealMe 1 price, Features, specifications/ OPPO RealMe 1 ki price kya hai

OPPO RealMe 1 ko compny ne 3 price variant me launch kiya hai.

  • 3gb+32gb=8990/-
  • 4gb+64gb=10990/-
  • 6gb+128gb=13990/-

और पढ़ें »

Android phone root kaise kare – phone ko root kaise karte hai

लेखक: Adminश्रेणी: Android mobilesप्रकाशित: May 21, 2018

Android phone ko root kaise karte hai: mobile phone ko root kaise kare-

Hello friends aaj hum is article mai janege ki android phone ko root kaise karte hai dosto aaj mai aapko vo sab method batane bala hu jo aapko phone ko root karne mai sabse easy lagege or aap bhut hi asani se apne phone ko root kar paege mai aapko btauga mobile root karne ke fayde kya hai? Or mobile root karne ke nuksan kya kya hai? Aap is post ko upar se niche tak deyan se padte jaye agar aap koi point chhodte hai to shayad aapko confusion ho isliye aap poora post ko deyan se read kare

Dosto android phone root karne ke baare mai bhut kam log hi jante hai wese phone ko root karne ke jarurat har kisi ko nhi padti agar aapka koi jaruri kaam na ho to aap phone ko root bilkul bhi nhi kare phone root  vahi log karte hai jinko koi jaruri kam ho ya koi phone ke upar experiment kar rahe ho

Agar aap apne phone ko apne tarike se use karna chahte ho to aapko phone root karna bhut hi jaruri hai jab hi aap apke control mai aapka phone aaega Android phone root karne ke liye aapko internet par aapko bhut sare tarike mil jaege magar jo tarike me aapko aaj btane bala hu vo bhut easy tarike hoge aap bhut asaani se kar paege apne phone ko root kar sakte hai

hum android phone ko 2 tariko se Root kar sakte hai pahila tarika computer ki help se or bina computer ki help se vese mere hisab se aap computer ki help se root karna jayda kathin hoga aapke liye isliye aap bina computer ki help se hi apne phone ko root kare jo ki aapke liye asaan tarika hai.

Android phone ko root kaise kare?

Aap apne phone ko do tariko se root kar sakte hai pahla tarika Computer ki madad se dusra tarika mobile apps se dosto yah dono tariko me se computer se root karna thoda tuf kam hai aap mobile apps se bhut asani se apne phone ko root kar paenge.

 

Root kya hai

me aapko simple word me bta deta hu root kya hota hai simple word me aap phone ko root karne ke baad us phone ke malik ban jate hai aap jo chaho usme apni marzi se kar sakte hai mobile root hone ke baad aap apne phone ke sath aaye apps ko hata bhi sakte ho phone ki ram,rom ko bada bhi sakte ho mobile ko root karne ke jitne fayde hai utne hi nuksan bhi hai.

Phone ko root karne ke fayde

phone ko root karne par jab aap new phone late hai aap jante hi hoge new phone ki speed fast hoti hai magar phone ko use karne ke baad dheere dheere phone ki speed kam hone lagti hai phone sahi se work nhi karta hai phone aapka hang hone lagta hai apne aap switch off,on hone lag jata hai agar aap apne phone ko root karte hai to aap apne phone ki speed ko bada sakte hai jaisa aapka new phone late hai jaisa new phone work karta hai usi tarah aapka root phone bhi work karega aap phone ko root karne ke baad apne phone ki bettry bekup bhi bada sakte ho

play store mai ese bhut apps hote hai to sirf root hue mobile hi support karte hai to aap apne phone ko root karne ke baad un sab application ko apne phone mai chala sakte hai

Aap yah bat ko bhut baar notice kiya hoga jo aapke phone mai system app aate hai wo app uninstall nhi hote hai agar aapka phone root haiu to aap apne phone se system app ko bhi hata sakte hai.

Phone root karne ke nuksan

phone ka kharab hona:-

phone ko root karte time hui kuch galtiyan aapke phone ko kharab  bhi kar sakti hai baad me ki hui galti ko theek karna bhi aapko nuskan sabit ho sakta hai.

Root phone ki warranty khatam ho jati hai:-

dosto aagar aapka phone warranty me hai or aap apne phone ko root kar lete hai to phir aapki phone ki warranty khatam ho jaegi agar baad mai phone mai koi kharabi bhi aa jati hai to aap use service center par jakar theek  bhi nhi karwa sakte hai yah phone root karne ka sabse bada nuksan hai.

 

Phone ko Root karne ke pahle in baato ka deyan jarur rakhe

  • Apne phone ki bettary ko 60% rakhe
  •  apne data ka bekup lele bekup lene ke liye aapko playstore par apps mil jaege

Phone ko root kaise karte hai

dosto me aapko kuch mobile apps ke baare me bata raha hu jisse aap apne phone ko Root kar sakte hai to chaliye un apps ke baare me jaan lete hai jo aapke phone ko root karne me aapki help karege.

1.Framaroot

is app se aap apne phone ko bhut hi asaani or kam time me root kar sakte ho is apps se phone ko root karna bhut hi easly hota hai ye bhut hi badiya app hai aap is app ko play store se download nhi kar sakte hai kyuki yah app aapko play store mai nhi milega aap is app ko google se download kar sakte hai is aap se aapke phone me koi nuksan nhi hota hai.

2.kingroot

kingroot android phone ko Root karne ke liye bhut hi badiya app hai yah phone ko root karne ke liye bhut ache se work karte hai or kam time mai aapke phone ko root kardeta hai aap is apps ko play store  ya website se free me download kar sakte hai.

3.TowelRoot

yah aap phone ko root karne ke liye bhut hi acha app hai is app se aap bs ek hi click me phone ko root kar sakte hai aap is apps ko play store ya iski official website se bhi download kar sakte hai.

4.vRooT

yah bhut famous software hai is app ka phone rooting ke liye jayda use kiya jata hai is app ki jariye aap ek click me hi apne phone ko root kat sakte hai.

5.z4RooT

z4root bhut hai famous root app hai. is app se aap phone ko 2 tariko se Root kat sakte hai

  • Temporary root

temporary root karne se aapka phone kuch time tak hi root rahega agar aap apne phone ko restart kar dete hai toh vah unroot  ho jaega.

  • permanent root]

permanent root apne par aapka phone hmesha ke liye root ho jaega

 

6.Iroot

yah app bhi root karne ke liye sandaar app hai is aap se aap apne phone ko asani se root kar sakte hai.

 

Computer se phone ko root kaise kare

computer se android phone ko Root karne ke liye bhut se apps aapko internet par availble hai but me aapko kuch ese software btauga ki aap use asani se phone ko root kar sake?

  1. sabse pahle aap apne computer me kingroot software ko download kar le or use install kar le
  2. ab aap un software ko open kijie or apne phone ko USB cable se apne computer mai connect kar le.
  3. ab aap apne phone ki setting me jaye setting me jane ke baad aap about phone me jaye vanha jane ke baad aap build number par kuch 4-5 bar click kare click karne ke baad apke phone me developer setting on ho jaegi aab aap apne phone ka developer mode ko on kar le
  4. aab developer mode ko aap active karne ke baad aapke samne USB DEbugging ka option milega use ap tick kar le
  5. ab aap king root software ko open kar le open karne ke baad aapke phone ki details aapke samne show hone lagegi or aapke computer ki screen par ek root button show hoga ek jaruri baat yah software internet par hi work karta hai isliye aapke phone me internet active hona bhut hi jaruri hai
  6. ab aap screen par show ho rahe root ke button par click kare click karte hi aapke phone ki rooting process on ho ajegi jabtak processing chal rahi hai aap phone ko computer se hi connect rahne de agar aap iske bich me mobile se cable nikalte hai to aapka phone hmesha ke liye kharab bhi ho skata hai isliye aap is baat ka hmesha hi deyan rakhe connection hut na pye
  7. agar aapke phone ki root processing complate ho ajegi to aapke phone me complate root succeed likha aaega agar yah notice show hota hai jab hi aap apne mobile ko computer se hataye or software ko band kar de.

 

  • online paise kaise kamaye
  • cbse ka result kaise dekhe
  • call details hack kaise kare

 

At last:-

To dosto umeed karte hai aapko aaj hmare dwara batai gai phone ko root karne ki trick ache se samjh aa gyi hogi agar aapko yah post achi lage to ise apne social network par share karna bilkul hi na bhule agar kisi ki tarah ki help ki jarurat pade to aap hume comment bhi kar sakte hai

 

Thank you

 

और पढ़ें »

Top 5 Mobiles Under 15000 in India / 5 Bahetreen mobile 15000 ke andar 2018

लेखक: Adminश्रेणी: Android mobilesप्रकाशित: May 11, 2018

15000INR mai best android 5 mobile konse hai agar aap 15000 price mai acha phone lena chahte hai to aaj mai aapko vo 5 best phone batane vala hu joki 15000 price tak mai India mai best phone mane gye hai 2018 me.

Redmi note 5

Redmi note 5 bhut acha phone hai 2018 ka is redmi note 5 me 3gb ram or 32 gb storage ki price 9,999 INR hai jabki 4 gb ram or 64 gb storage ki price 11,999 INR hai. yah phone black,rose gold,gold and blue colour mai availble hai isme 12mp rear camera and 5mp front camera hai jo ki 2018 ka ek sandar mobile sabit hua hai.

[table id=1 /]

Available
Amazon | flipkart

Honor 9 lite

Honor 9 lite bhut si sandar dikhne bala phone hai is phone ka look bhut hi jabardast hai is phone mai khash bat yah hai ki isme 4 camera hai India me is phone ki 3gb ram and 32gb storage ki kimat 10,999 INR hai or 4gb ram and 64gb storage ki kimat 14,999 INR hai is phone me aapko -13mp + 2mp rear camera and 13mp + 2mp front camera hai yah phone 2018 mai best phone hai agar aap ise khareedna chahte hai to niche flipkart and amzaon par click karke khareed sakte hai.

[table id=2 /]

Available
“>Amazon | flipkart

Lenovo k8 plus

Lenovo k8 plus bhut hi bardiya mobile hai is mobile ki kimat India me 3gb and 32gb kimat 9,999 INR hai is mobile me aapko 13 + 5 mp dual rear camera and 8mp front camera mil jata hai.

[table id=3 /]

Available
“>Amazon | flipkart

Honor 7X

Honor 7X bhut hai badiya mobile sabit hua hai India me is mobile ki India mai kimat 32gb ki kimat 12,999 and 64gb ki kimat 15,999 hai yah isme 16mp+2mp dual rear camera and 8mp front camera hai yah phone 2018 ka best 5 phone mai hai.

[table id=4 /]

Available
“>Amazon | flipkart

Redmi note 5 pro

Mere kheyal se sabse sabse best phone note 5 pro hi abhi sabit hua hai is phone ki sell 2 sec. mai hi out of stock ho jati hai isko online book karna thoda sa muskil hai agar aap shop se lete hai to aapko mahinga pad sakte hai isliye online hi book kare is mobile ki India me 4gb ram and 64gb storage vale phone ki kimat 14,999 hai india me 2018 ka sabse best se best phone hai.

[table id=5 /]

Available
flipkart

At last:-

yah india me 2018 ke sbse best phone ke name hai umeed karta hu aapko mere dwara di gai jaankari pasand aai hogi is article ko apne friend ke sath jarur share kare taki une phone lene mai problem na aaye.

  • High quality video kaise banaye youtube ke liye
  • website ya blog par traffic kaise badaye
  • 5 best software data recover ke liye

और पढ़ें »

Primary Sidebar

Recent Posts

  • Google Se Paise Kaise Kamaye 2021 Hindi me Janiye
  • Online Paisa Kamane Wala App 2021 Download | Win Paytm Cash
  • Mobile Se Loan Kaise Liya Jata Hai Janiye Hindi Me
  • Latest New South Indian Hindi Dubbed Movies Download 2021
  • The Family Man Season 2 Web Series Download Filmywap Filmyzilla 480p 720p