HumSikhateHain हिंदी में जानकारी

  • Blog
  • GK
  • PDF
  • Books
  • Previous papers

Admin

Kisi Bhi simcard ki online call details kaise nikale in hindi

लेखक: Adminश्रेणी: simcard, TECHप्रकाशित: March 14, 2018

Kisi bhi sim ki online call details kaise nikale? Aaj har koi call details  chack karta hai apni ya kisi apne dost ki ya to kisi ki bhi ab yah shawal paida hota hai ki aakhir call details and simcard history kaise nikale agar aap ki kisi ki call details nikalna chahte hai or aapko call details nhi nhi aata to aap bilkul sahi jagah par aaye ho aaj hum is post mai bat karne bale hai kisi bhi sim card chahe vo idea,airtel,bsnl,jio,vodafone,aircel ya telenor kisi bhi compny ka simcard ho jo mai aaj aapko method btane bala hu usse aap kisi bhi simcard koisi bhi compny ke simcard ki call details nikal sakte hai chahe vo prepaid ho ya to postpaid aap kisi bhi simcard ki call details and call history nikal sakte hai badi hi asani se to chaliye time kharab na karte hue start karte hai.

 

Ek jaruri bat or bata dena chahta hu aap usi simcard ki call details and history jab hi nikal sakte hai jab aapke paas vah simcard ho aapke mobile mai vah simcard ho.

 

 

Kisi bhi simcard ki call details kaise nikale

 

step:-1

sabse pahle aapko apne phone mai playstor mai jakar mubble app download karna hoga.

mubble app download karne ke liye yanha click kare.

step:-2

Ab mubble app install ho jane ke baad aapko use open kar lena hai open hote hi aapke samne language choose karne ke liye pucha jaega aap apni man chahi language ko select kar sakte hai.

step:-3

ab aapke samne new page khulega usme aapko give permissions par click kar dena hai or sabko allow karte jana hai than aapko get started par click kar dena hai.

step:-4

ab aapko verify number karne ke liye bola jaega aapko uska number dalna hai jiske mobile mai aapne yah aap install kiya hua hai jiski aap call details nikalna chahte hai aap niche screenshot dekhkar apna number dale or aapke dale gye number par ek otp (one time password) bheja jaega us otp ko aap vanha enter kare.

READ POST:- 

Facebook fake account ki report kaise kare in hindi

step:-5

ab aapko apna emile id ko select karke ok kar dena hai.

iske baad aapke samne give permission likha aaega uspar aapko click kar dena hai clicki kar dene ke baad aapke samne automatic aapke mobile ki accessibillity setting on vanhi aapke samne mubble likha hua show karega usper clicik karke on kar de.

step:-5

aab aapko us sim ko choose kar lena hai jis simcard ki aap call details nikalna chahte hai select karne ke baad aapke samne bill likha hoga uspar click kare click karte hi aapke samne last 7 days likha hua aaega uspr click karke aap last 30 days tak ka call details nikal sakte hai select karne ke baad niche get bill by emile  par click karke vanha apna mail id daal de deyan rahe esa mail id daale jo aapke paas ho kyuki aapke usi mail par ek pdf aaegi jisme aapko sari call details milegi mail dalne ke baad getbill par click kare.

 

step:-6

 

ab apna mail id ko open kare vanha aapko ek mubble ki or se mail aaya hoga use download kar le download hone ke baad aapke samne  call details income call and out going call show karegi aap aasani se dekh sakte hai 28 days ke andar kise call kiya gya hai or kiski call aayi hai.

 

facbook group

At Last:- 

Aaj ke liye bas itna hi umeed karte hai ki aapko yah article pasand aaya hoga is article ko apne dosto mai jaroor share kare.

 

Thank you

 

और पढ़ें »

Amazon par new account create kaise kare? how to create amazon account in hindi

लेखक: Adminश्रेणी: amazon, TECHप्रकाशित: March 10, 2018

-: Amazon new account kaise kare? how to create amazon account in hindi :-

Hello dosto aaj hum aapko is post mai btaenge ki amazon par new account create kaise kare aap amazon ke baare india mai toh ache se soona hi hoga ki amazon kya hai. Agar aap amazon use karte hai online shopping ke liye agar aap kuch bhi apne liye saman online magvana chahte hai to aapka agar amazon par account nhi bna hai toh aap kuch bhi online shopping nhi karr sakte hai. Online shopping karne ke liye aapka amazon.in par account bnana bhut jaroori hai uske bina aap kuch bhi shopping nhi kar sakte hai to aaiye jante hai ki amazon par new account kaise create kare.

READ:-
Website ya blog ke liye acha domain kaise select kare

 

-: Amazon par new account kaise banaye :-

step:-1

Sabse pahle playstor se aap amazon app download kar le ya apne mobile mai amazon.in google par search kar sakte hai.

step:-2

jab aapke phone mai amazon app install ho jaega phir aapke samne kuch option aaege aagar aapka pahle se amazon par account hai to aap already a customer? sign in par click kare yadi aap new account bnana chahte hai to aap new to amazon.in? create an account par click kare.

ab aapke samne ek page khulega usme aapko create an account ko select kar lena hai.ab aapke samne amazon registration form open hoga usme aapko

 

FULL NAME:-    Apna poora name dale

MOBILE NUMBER:-  apna mobile number dale

EMAIL ADDRESS:-  ab aapko apna emile address dalna hai

CREATE A PASSWORD:- apna new password bnaye

 

ab aap jaise hi continue par click karege aapke samne ek new page khulega janha aapko apna mobile number ko verify karna hoga number verify karne ke liye

aapke paas usi no. par ek otp aaega jis no. se aap verify kar rahe hai us otp ko dalne ke baad amazon account successfully ban jaega.

 

At last:- 

dosto aaj humne is post mai seekha amzon par new account create kaise karte hai, umeed karta hu aapko yah post pasand aaya hoga agar aapko pasand aaya ho to aap yah articel apne dosto ke sath share bhi kar sakte hai.

 

Thank you

 

सीखो और सिखाओ, इंडिया को आगे  बढ़ाओ  

और पढ़ें »

Hacker kitne prakar ke hote hai: Hacker banne ke liye kya kare

लेखक: Adminश्रेणी: ETHICAL HACKINGप्रकाशित: March 1, 2018

Kya aap jante hai hacker kya hote hacker kitne prakar ke hote hai hacker hacking kaise karte hai. Dosto aaj mai is post mai aapko hacker ki puri jaankari dene wala hu hacker kya hote yah kitne prakar ke hote hai hacke hacking kaise karte in sab jaankari ko aaj mai aapko is post mai dene bala dosto aapko puri post padni hogi.

HACKING KYA HAI | WHAT IS HACKING

jab hum bar bar hum hacking word sunte hai to hum man mai sabal aata hai ki hacking kya hota hai to aayie jante hai aaj hacking kya hai.

Hacking aapke computer system ya nekwork ki kamjoori ko pahchan kar aapki us kamjori ka fayda utha kar aapke system ya aapke network ko hack karne ki kosis karte hai aap to jante hi hai aajkal business karne ke liye computer ki bhut jaroorat hoti hai aada business hum computer system ya network se karte hai agar aap india mai rahte hue india ke bahar business karna chahte hai to aapko internet ki bhut jarurat hogi aap network ke bina out of country mai business kar hi nhi sakte hacking ka matlab hota hai aapke sath dokhagidi karna aapke private data ko chori kar lena. aapke data ko hack karke ujagar kar dena. Hacking karne ke liye computer ko use kiya jata hai. Cyber crime time ke sath badta ja raha hai aaj hum aapko btaenge hacking se kaise bache. apni securerity kaise badae apna private data kaise bachaye.

BLACK HAT HACKER

Dosto aap to jante hi hoge ki black hacker kya hote hai. black hat hacker dunia online network par attack karte hai. Yahi log hacker ko bura name dete hai yah hacker apne matlab ke liye apko nuksan pahuchate hai apke data ko apne matlb ko poora karne ke liye chori kar lete hai yah log apne labh ke liye aapke data ko chori karte hai or computer ki secureaty ko todte hain. ye hacker aapke bina permision ke aapke computer system mai ghuste hai or aapke data ko hack karne ke baad aapke us data ko wapis karne ke liye paise ki mang karte hai. Ye logo ke computer ya mobile mai virus,worms,trojan attack karte hai. inhe cracker bhi kahte hai kyuki yah kisi bhi system ko crack kar dete hai ya use break bhi kar dete hai.

WHITE HAT HACKER

yah ache log hote hai. white hat hacker matlab ethical hacking hota hai. white hat hacker ache log hote hai. yah log apne matlab se kisi ka data hack nhi karte hai. yah log bina kisi ki permision ke kuch bhi hack nhi karte hai. Agar e log kisi ka system hack karte hai to us insan ki permision lekar hack karte hai. white hat hacker ya kisi compny mai job karke dusro ki help bhi karte hai kanuni tarike se yah log full permision se kaam karte hai.

GRAY HAT HACKER

dosto inhe hum na hi white hat hacker bol sakte hai or na hi black hat hacker in heckers ache ya boore ka pata nhi hota hai na hi inko yah jankari hoti hai ki koi system hack karke acha hoga ya boora yr bas apna kam karte jaye hai. inhe koi matlb nhi hota jis chij ko yah hack kar rahe hai vo kanuni hai ya gerkanuni hai. yah hackers acha kam bhi karte hai or boora kam bhi.

HACKER BANNE KE LIYE KYA KARE

  1. computer friendly bane
  2. network ka ache se knowledge hone
  3. hacker ki taraha sochna
  4. linux ka ache se gyan hoga
  5. certifashion
  6. hacking community se connect hona
  7. computer language
  8. os ki ache se jankari
  9. database ki jankari hona
  10. program language ki ache se jaankari hona

Read post:-

  • Facebook creator se paise kaise kamaye
  • Whatsapp hack kaise kare
  • fb account permanent deleted kaise kare
  • Instagram se paise kaise kamaye
  • Email marketing kya hai?
  • Top 5 best camera app for Android

At last:-

Dosto umeed karte hai aapko hmare dwara batai gai jaankari ache se samjh aa gyi hogi agar aapko post pasand aaye toh apne dosto ke sath share jarur kare kisi bhi sawaal ke liye hume comments kar sakte hai hum aapki puri madad karege

 

Thank you...

और पढ़ें »

Nokia 7 plus launch

लेखक: Adminश्रेणी: mobile, TECHप्रकाशित: February 26, 2018

 

 

Nokia ne apna pahli baar dual reyer camera smartphone 7 plus launch kar diya hai. India mai iski price lagbhag 31900 tak hai. Nokia 7 plus ki khasiyat yah hai ki isme dual reyer camera hai iska 13mp primary camera on the reyer and 16mp front shooter selfie camera.

Nokia 7plus ki 6 inch Full had display di gai hai is smartphone mai octa-core qualcomm snapdragon 660 processer dia gaya hai. Or 4 gb ram di gai hai or 64 gb internal storage diya gaya hai aap ise 256 gb tak bada sakte hai iski sell march se start hogi.

 

Nokia 7 plus mai  Andorid 8.0 oreo diya gaya hai aane bale time mai iske liye new updates bhi diye jaenge.

Nokia 7 plus ki connectivity ke liye dual simcard support ke sath 2 micro HD slot diye jaenge. iski bettry 3800 mAh  ki hai or fast charging support bhi diya jaega compny ka daba hai ki ek bar full charge karke 19 hour tal ka talktime le sakege jabki iska standbai bekup 723 hour hoga.

 

Display

 


screen size ( inch)                                           6.0


Touch screen                                                  Yes


Resolution                                                1080x2160pixel


PPI                                                                  403


 

CAMERA


REAR CAMERA                                                              13MP


REAR FLASH                                                                  YES


FRONT CAMERA                                                            16MP


 

CONNECTIVITY   



WIFI                                                                                 YES


GPS                                                                                  YES


BLUETOOTH                                                                YES V 5.00


NFC                                                                                 YES


Numbers of sims                                                                  2


sim1     


sim type                                                                      neno sim


gsm/cdma                                                                       gsm


3g                                                                                   yes


4g lte                                                                              yes


 

sim2           


sim type                                                                      neno sim


gsm/cdma                                                                     gsm


3g                                                                                 yes


4g lte                                                                            yes

 

और पढ़ें »

Adsense auto add kya hai in hindi

लेखक: Adminश्रेणी: Adsenseप्रकाशित: February 25, 2018

hello dosto jaise aap sab jante hai adsense google ki ek service hai jiske jariye hum paise kama sakte hai lekin abhi google adsense ne ek new features nikala hai google adsense auto ad aaj hum is post mai janege ki google adsense auto ad kya hai or iska istemal kaise kare.

Google ne adsense user ko yah new features diya hai jisse website par dikhne bale add or bhi ache dikhege ad future or user igegment ke liye google ne auto adversiting ka option diya hai jisse ache paise kamaye ja sakte hai.

Is artical mai aapko google adsense auto ads ki information duga hindi mai.

Google adsense auto ads kya hai

Yah google adsense ka new update hai jiske jariye aap apne website content ko monetize karke ache paise kama sakte ho. kahne ka matlab yah hai ki agar aap auto ads apne website mai add karte ho to aapka content or visitor ko optemize karke khud ad position or ad format automaticlly le aata hai.

adsense auto ads support ad format

googel adsense auto ad mai ads kis tarah ke advertisement shamil hoge blogger ke liye yah janna bhut jaroori hai to aaiye yaah jaan lete hai

  • Text and display ads.
  • in-feed ads.
  • in-artical ads.
  • matched content ads.
  • anchor ads.
  • vignette ads.

To is tarah se aapke ads show hoge agar is tarah se koi google aadsense fetures mai koi new ad format ko add karta hai to vah ads kuch time mai aapki website par autometiclly show hone lagta hai.

Adsense auto ads working

Adsense auto ads feed google's machine learning technology ka istemal karta hai. yah niche diye gye point par focus karta hai.

  • understand your page structure
  • deleted any existing google adsense ad your page. ( auto ads only google ads ko deleted karega other ad network ko nhi)
  • automatically places new ads based on diffrent element such a your page layout,amout of content and exiting google ads.

adsense auto ads ke fayde

adsense auto ad ko use karne ke bhut fayde hai aapko apni website or blog ki ad placement optimize karne mai apna time waste nhi karna padega adsense autometicllly aapki side par ache ads show kar dega.

  • google ne machine learning technology ka use kiya hai jisse ki aapki post ke hisab se ads show hoge google auto ads aapke ad ke liye autometicelly better palce optimized karke show karta hai jisse aapko optimized karne ki jaroorat nhi rahti hai.

google adsense auto ads setup

adsense auto ads setup karna bhut hi asaa hai bas aapko mere bataye gye step ko follow karteb jana hai.

step:-1

aapko apna adsense account ko gmail se login karna hai uske bad my ads>auto ads

step:-2

agar aap frist time auto ads creat kar rahe hai to aapko kuch is type ka option milega isme aap get started par click kare

step:-3

Ab aapke samne ek new page khulega usme aapko ads ki sare format khulega aap jis jis ad ko use karna chahte hai use select kar le

step:-4

ab ek page open hoga usme aapko ad ka code milega us code ko aapko apne website ya blog mai <head> section mai add kar dena hai jisske ki ad aapki post par show hoga

Note:- ad code ko add krne ke bad apko 10-20 mint wait karna padega propely work karne mai.

  • agar aap unit creat karne ke baad format ko ad ya deleted karna chahte hai to aap my ads>auto ads par jakar use control kar sakte hai
  • yaha aap format ko delete ya ad kar sakte ho.
  • agar aap domain ya sub domain ko site ke page ke according auto ads ki performance chack karna chahte ho to uske liye advance url setting mai new url group bhi bana sakte ho

Dosto umeed karta hu aapko meri post pasand aaegi or aapke liye bhut hi helpfull rahegi agar agar aap kuch puchna chaho adsense auto ads ke baare mai to aap hme comment karke puch sakte ho

Thank you

Facebook fake account ki report kaise kare in hindi

Parth time job karke paise kaise kamaye

wordpress par free blog kaise banae

 

 

और पढ़ें »

Facebook fake account ki report kaise kare in hindi

लेखक: Adminश्रेणी: facebook, TECHप्रकाशित: February 22, 2018

hello dosto FACEBOOK par bhut sare fake account hote hai jese ki aap jante hi hoge..........koi aapke name ka fake account bana leta hai ya aapki pic apne fake account par laga leta ya aap ek ladki hai aapke name se koi ladka fake account bana kar miss use kar raha ho aapki pic us fake account par share kar raha ho to aap us account ki report karke us account ko hmesha hmesha ke liye fb se deleted kaise kare agar aapke paas account ka email passwd hai to aap use bhut hi aasani se deleted kar sakte hai magar aapko  ye bhi nhi pata ho ki kon hmare name se fake account use kar raha hai to aap se fb se report karke asani se fake account deleted kar sakte hai.

facebook fake account ki report kaise kare

  • Aap apne facebook account ko login kare
  • ab jo fake account hai uski profile open kare
  • profile mai jane ke baad screenshot mai dikh rahe report option aapko show hoga

  • ab report par click karne ke baad aapke samne 3 option show karege

ab aapko report this profile ko select karna hai

  • aab aapko reason batana hai ki aap report kyu kar rahe ho kis karan se aap report kar rahe ho

phir us reason ko select kar lena hai

  • ab aapko submit to review par click kar dena hai than continue kar dena hai

  • ab aapko done kar dena hai

Dosto aapki report successfully ho chuki hai ab facebook us account ko review karega agar unko samjh aata hai ki yah account fake hai to use deleted kar dege agar unko samjh nhi aaata to us id ko proofe ke liye id proofe manga jaega agar aap kisi ke orignel account ko deleted karwane ki soch rahe hai to deyan rahe us account ka review hoga review ke baad vah account fake nhi mana jaega ho sakta hai ki aapke account ko fake mana jae or facebook aapke account ko deleted karde.

Dosto umeed karta  hu aap logo ko yah artical pasand aaya hoga agar pasand aaye to ise apne dosto ke sath share kare taki vo bhi fake account ki report kar sake agar aapko kuch samjh na aaye to comments mai puch sakte hai.

Thank you

और पढ़ें »

Paytm payment bank card/debit card ke liye apply kaise kare

लेखक: Adminश्रेणी: paytm, TECHप्रकाशित: February 15, 2018

Hello dosto aapko paytm payment bank ke baare mai to pata hi hoga  mene paytm bank account ke liye apply kiya tha or mera account verify ho chuka hai ab mai paytm payment bank ke liye apply karne bala hu agar aapne bhi paytm account verify kiya hua hai or aap bhi paytm payment bank debit card apply karna chahte hai to aapko yah post bhut helpfull hone bala hai.

Pyatm payment bank Account open kaise kare

  • paytm bank account kholne ke liye sabse pahle paytm app mai Jaye

  • aapko phir bank ka option show karega uspar click kare.

  • next open your saving account par click kare

  • Iske baad aapko passcode nset karna hai deyan rahe esa passcode lagana jo aapko yad rahe kyuki bad mai koi bhi process karne ke liye aapko vo aapko dalna padega

  • aab apke samne ek add a nominee ka page khulega iska matlab hota hai yadi aapko kuch ho jata hai to aap apna sab kuch paytm payment bank ka kise shaupna chahte isko abhi aap i do not want to add a nominee kar do

  • next ab aap apna adhar card number or apna name dal dijie

  • ab iske baad apko KYC center jana hoga ya e-mitra aapki help kar dege aapko apna number ka otp or fingerprint dekar paytm payment bank account verify ho jaega or aapka account succesfully account open ho jaega.
  • ab aapke paytm account mai agar paise dale hai to aap use aasani se apne saving account mai transfre kar sakte hai

umeed karta hu aapko paytm payment bank account open karna aa gya hi hoga agar kuch puchna chaho to comments mai puch sakte ho.

Paytm kis prakar ka bank hai?

paytm bhi or bank ki tarah hai jisme aap bank biyaj Debit card,credit card,atm    subhidaye aapko milegi ap atm se paise nikal sakte hai online shopping bhi kar sakte hai, agar aap chahte to 0 belenc se bhi account khol sakte hai paytm bank mai save karne se aapko 4% ka biyaj milega.

Paytm debit card order kaise kare

paytm debit card ka name sunkar chaukiye mat ji han paytm ne bhi apna debit card launch kar diya hai agar aap paytm debit card ko KYC verify kiye ho to aap asani se paytm ka debit card order kar sakte ho aaj  mai aapko full details mai batane bala hu ki paytm ka debit card order kaise kare.

Paytm debit card aap abhi kebal paytm ke beta version mai hi hai aapko apne paytm app ko beta version mai convert karna hoga jab hi aap paytm debit card ke liye apply kar paenge.

App ko beta version mai convert karte hi aapki appliction mai ek option aaega bank account uspar click kare bank account par click karte hi aapke samne puri jankari aa jaegi. Jaise ki apka paytm bank account number ifsc  code ke sath aapka debit card aa jaega aap usse online shopping bagera sab kar sakte ho.

Chaliye ab aapko card order karna btata hu

paytm debit card order karne ke liye aapko sabse pahle apne

  • paytm app mai jaye

  • ap bank option par click kare
  • bank option ke baad aapko
  • Debit & Atm ka option milega uspar click kare

  • ab request card par click kare

  • request complate karne ke liye aeria pincode ke sath apna delivery  address and pincode ke sath 120 rupya ke sath proceed  to pay par click karke payment complate karna hoga.

  • payment complate hote hi aapka atm card kuch hafto baad apki delivery address par aa jaega. Request send karne ke baad aap apna oder track bhi kar sakte hai jaan sakte hai hmara delivery kaha tak aa gy hai or hmare paas kab tak aaega.

Paytm card aa jane ke bad use active kaise kare

Dosto ab yah sabaal ata hai paytm card aape paas aa jane ke baad use aap activate kaise kare to mai aapko ab btaunga ki aap apna debit card activate kaise karege.

  • Paytm debit card activate karne ke liye aapko apne paytm app ke bank option mai jana hai
  • phir aapko debit & atm option mai jaye
  • next aapko activate card ka option milega uspe click kare
  • ab aapko apne atm ke piche ka QR code scan karna hoga

  • qr code scan karne ke baad aapko apna paytm passcode dalna hoga jo passcode apne paytm bank account open karte time dala tha
  • aapko apni details verfy karna hota hai phir aapko apna atm pin set kar sakte hai
  • aapka atm activate ho chuka hai

Dosto aapko samjh to aa gyi gya hoga ki kis tarah aap paytm debit card order kar sakte hai or kaise activate karege.

Q.1

kya hum atm ko paytm wallet ke liye use kar sakte hai.

ans.

nhi aap atm ko sirf paytm saving account ke liye hi use kar sakte hai.

Q.2

Kya hum atm se international payment kar sakte hai.

Ans.

nhi hum sirf atm se india mai hi payment kar sakte hai.

Q.3

debit card se maximum kitna payment kar sakte hai.

Ans.

paytm debit card se per transaction or per day 25000 rupy ka hi transaction hi kar sakte hai.

Q.4

kya debit card se transaction karne se charge lagega.

Ans.

paytm card se har mahine 3 free transaction milega agar aap uske baad koi transaction karte hai to aapko 20 ruoy per transcation ke hisab se dena hoga.

Dosto umeed karta hu aapko paytm ka debit card order karne ke sath sath sari details bhi samjh aa gyi hogi agar aapko atm request karne mai koi problem aaye to aap mujhse puch sakte hai.

Thank you

और पढ़ें »

Parth time job karke paise kaise kamaye ( Extra income )

लेखक: Adminश्रेणी: make moneyप्रकाशित: February 15, 2018

Kya aap ek collage student ho? Kya aap bhi paise kamana chahte ho kya aapki pocket money se aapka kharcha nhi nikal pata kya aap bhi chahte ho ki mere paas jayda paise aaye or mai bade aaram se kharch kar saku or apni chhoti chhoti kamiyan khud se puri kar saku? Kya aapki family poor hai aapka padai ka hi kharcha utha pati hai bas kya aap apni dam par kuch karna chahte ho? To phir aap bilkul sahi jagah par aaye ho aaj mai aapko batane bala hu is post mai ki aap parth time job karke online paise kaise kama sakte ho. Aaj mai appko is post mai sab kuch datails mai batane bala hu.

 

 

Is post mai aapko jo kaam batane bala hu usse aap har mahine 5-10 hazar tak kama sakte ho. Lekin han ek baat bata dena chahta hu agar aap paise kamana chahte ho to apko thodi si mahinat karni pdegi. Vaise mai samjh sakta hu student ko paise ki kitni jarurat hoti hai lekin student ko padai par bhi time dena padta hai agar vo paise kamane mai lag jaega to padai se man nikal jaega isliye pahle padai bad mai paise.

 

Parth time job kya hai

 

Parth time job yani full job-padai ke sath kuch or kaam karna jisse ki aap paise kama sake.

bhut student esa karte hai-padai ke sath parth time job karke exam fees nikal lete hai.

agar aap housewife hai- agar aap ek housewife hai to aapko aapna kam khatam karne ke bad phaltu apna time kharab nhi karna chaihe kuch na kuch kam karke paise kamana chaihe.

job- bhut se log job bale jab job se free ho jate hai to vah sochte hai ki phaltu time mai kuch extra work karke tode se or paise kama lena chaihe.

 

Parth time job se kya kya fayde hai

  • extra paise milte hai
  • free time ka good use hota hai
  • student ko apne kharche ke liye pocket money mil jata hai.
  • parth time job karne se hum free time mai phaltu kaam karne se bach  jate hai
  • apna pession ko pura kar pate hai
  • apni hobby ko pura kar pate hai
  • ghar baithkar online work karke paise kama sakte hai
Parth time job karke paise kaise kamaye?

 

 

Parth time job se kaise paise kamaye

 

1- Bloging

Bloging ek online dairy & newspaper ki tarah hai. Jisse aapko reader ke liye kuch write karke share karna hota hai aapko daily kuch achi se achi news likhkar publish karni hoti hai jo mene apne blog mai apne visitor ke liye ki hai.

 

jaydatar log online kaam karna pasand karte hai agar aap online paise kamana chahte ho to aapko bloging se acha koi option nhi milega lekin bloging se paise kamane ke liye aapko 4-6 mahine kaam karna padta hai jab hi aap paise kama sakte ho lekin agar aapka blog ek baar populer ho gya toh aap 1 hazar se 1 lac tak paise kama sakte ho.

 

Bloging kya hai or blog kaise bnaye janne ke liye yanha click kare

 

2- Youtube

 

Agar aap student ho to aapko 100% pata hi hoga ki youtube kya hai muskil se kuch hi log hoge jinhe nhi pata ki youtube kya hai aaj kal sab log youtube chalate hai youtube par video dekhte hai. Kyuki youtube google ke baad sbse bada search engine ban chuka hai. Kabi aapne sovha hai kya ki aap youtube par jo video dekhte ho usi tarah aap bhi apni video daal sakte ho aur paise kama sakte ho kya aap jante hai? youtube paise kamane ka bhut hi acha jariya hai aap apna parth time job karke youtube se bhi paise kama sakte ho aap jis kam ko behtar kar sako bahi aaap youtube par logo ko sikhao aapka jo pession ho aap vahi video bana kar youtube par daalo or ache paise kamao.

agar aap youtube par ek baar populer ban gye na to aap 6 hazar se 6 lac rupya mahine tak kama sakte ho.

 

5- Artical likhkar

 

Aap apne parth time mai artical likhkar bhi ache paise kama sakte ho. Yadi aapko likhne ka shok hai to aap bhut asaani se paise kama sakte ho aap book likh kar online sell kar sakte ho ya aap artical likhkar blog par publish karke paise kama sakte ho.

 

6- online seller bankar

 

yadi aapko saman bechne ya kharidne ki achi jaankari or expirence hai to aap ghar baithkar ache paise kama sakte ho ek product ki sell par 500 se 5000 hazar tak ka commision milta hai aapko yah product ki velue par depend karta hai. product ka jitna jayda price hoga uthna jayda hi aapko commision milega.snapdeal,amazon,flipcart yah world ki sabse populer website hai jo apni sell karwane ke paise deti hai.

 

7- paid post

 

yadi aap ek badia writer hai to yadi aapko likhne ki achi jaankari hai to aap ghar baithe paise kama sakte hai paid post se paid post likhne ke liye aapke paas ek mobile and computer hona chaihe aap kisi ke liye artical likhkar 50-100 rupya tak kama sakte ho.

 

8- online tution

 

yadi aapko tution padana acha lagta hai yadi aap ghar ghar jakar tution padate ho aur isme aapki bhut jayda mahinat lag jati hai or paise bhi aapko kam milte hai. agar aap ache paise kamana chahte hai to aap online tution bhi pada sakte hai ji ha online tution lekin aapko online tution padane ke liye internet ki bhut ache se jankari hina chaihe jaise ki facebook,facebook group,blog and youtube aapko sabko batana hoga apna online tution ka aap apna add karne ke liye online facebook page ya facebook ki help se sabko bata skte ho aab aapko tution se paise kaman ke liye youtube par apna inline choching classes ka channel bnana hoga jisse ki aapko bhut mahinat karke aap ek chhote youtuber se ek populer youtuber bhi ban sakte ho jisse aap million logo ko tution padaoge video se jisse aapko 10000 se 100000 rupya tak aap aasani se kama sakte ho.

 

9- micro job

 

micro job kya hota hai yah aap bhi sochte hoge aapke mind mai bhi yah kheyal aata hoga ki micro job kya hota hai to mai aapko batana chahuga ki micro yani chhota category ka work hota isme aapko karna kya hota hai aapko kisi bhi page ko share karna video dekhna,kisi picture ka logo bnana ya video editing karna hota micro job karne bali website ke name niche hai.

 

  • Fiverr.com
  • gigbucks.com
  • tenbux.com
  • seoclerk.com

 

10- Logo design

 

sabhi website ke liye tittle logo hota hai. logo banane ke liye profeshionl designer chaihe hota hai. Agar aap online logo banana chahte ho to aapko social media par adverstising karna hoga jab hi koi apko logo bnane ka kaam dega kaam karne ke pahle paise tay kar lena chaihe taki bad mai aapko koi paresani na ho. is kam ke aapko 500 se 10000 tak rupya mil sakte hai.

 

Read post:-

  • Facebook creator se paise kaise kamaye
  • Whatsapp hack kaise kare
  • fb account permanent deleted kaise kare
  • Instagram se paise kaise kamaye
  • Email marketing kya hai?
  • Top 5 best camera app for Android

 

At last:-

 

Dosto agar aapko yah parth time job ka Artical acha laga ho to aap apne friend ko bhi share kar sakte hai jo parth time job karna chahte ho aur aagar ap mujhse kuch puchna chahe to comments mai puch sakte hai 

 

Thankyou

 

 

और पढ़ें »

wordpress par free blog kaise banaye - Step by step jaankari

लेखक: Adminश्रेणी: Uncategorized, wordpressप्रकाशित: February 12, 2018

Hello dosto wordpress par free blog bnana blogger.com par blog bnane jaisa hi hai jaise aap blogger.com par free blog bnate hai vaise hi ap wordpress.com par blog bana sakte hai lekin aapko kisi side se domain and hosting leni padegi aaj dosto mai aapko kuch wordpress se judi bate batane ja raha jisse aapko wordpress par blog bnane mai bhut asani hogi aap blog bana sakoge.

 

 

WordPress par free blog kaise banae

 

wordpress par free blog bnane ke liye niche diye gye step ko follow karte jaiye.

 

step:-1

 

Aapko sabse pahle google par jakar wordpress.com search karna hoga.

          WordPress par free blog kaise banaye?

 

upar dikh raha screen shot mai aapko create blog par click karna hain.

 

 

step:-2

 

ab aapke samne yah page khulega isme aapko apni new blog ki kuch detail bharni hai.

 

step:-3

 

ab aapke samne ek theme ka option khulega usme aapko apne man chahi theme choose kar leni hai.

 

 

step:-4

 

aab aapko domian chunna hai free domain ke liye domian mai wordpress lagaye example.wordpress.com

screenshot mai batae gye anusar free ke samne select kare.

 

step:-5

ab free plan ko select kare.

step:-6

ab aapko apna account created karna hai.

 

Your emile address- apna gmail id dale

choose user name- apna user name banae

choose a password-aab aapko ek stronge password bnana hai.

create my account:- last mai create my account par click karte hi aapka wordpress free blog banke taiyar ho jaega.

 

Read post:-

  • Facebook creator se paise kaise kamaye
  • Whatsapp hack kaise kare
  • fb account permanent deleted kaise kare
  • Instagram se paise kaise kamaye
  • Email marketing kya hai?
  • Top 5 best camera app for Android

 

At last:-

dosto mai umeed karta hu aapko yah artical wordpress par free blog kaise banae pasand aaya hoga agar aapko Humara artical pasand aaya ho to apne friends ke sath jarur share kare or kisi bhi tarah ki help ke liye hume comments kar sakte hai aap hum aapki puri madad karege

Thank you....

 

और पढ़ें »

WordPress kya hai - what is wordpress in hindi

लेखक: Adminश्रेणी: wordpressप्रकाशित: February 10, 2018

hello dosto,

aaj hum janne bale hai wordpress kya hai  bhut se log daily internet par search karte hai ki wordpress kya hai wordpress se kya hota hai is type ka log internet par srch karte hai.hum aaj wordpress se judi har basic thing ke baare mai baat karege.  yah wordpress ka pahla artical hai isliye ise ache se read karna hoga agar aap direct wordpress ke aage ka artical padege to aapko samjh mai nhi aaega kuch or aap confuse rahege,isse acha hai ki starting se hi suruaat kare to chaliye jante hai wordpress kya hai in hindi.

WordPress par bloging

hello dosto agar aap naye blogger hai to aap apne new blogger ki suruaat bloger.com se kar sakte hai or agar aap bloging mai expert ho jate hai to aap apna blogger wordpress par transfer kar sakte hai.

 

aap jante hi hoge ki google par blogging ke liye badia 2 platform hai unme se pahla platform hai wordpress.com

or dusra platform hai blogger.com

yah blogger.com platform google ki free service hai, aur wordpress ek google ki populer blogging website hai  jispar aapko kuch invesment karna hota hai.

 

Agar ap ek naye blogger hai wordpress ke bare mai aapko jayda jankari nhi hai to yah post aapko bhut helpful ho sakta hai kyuki mai is post mai wordpress se judi sari baate share karuga.

 

WordPress kya hai

 

 

WordPress ek PHP aur mysql based per open source-content management system (CMS) hai. wordpress ko ek host server mai install kiya jata hai. content management system (CMS) ek aaisa pre

defined web application hota hai jo bhut sara data jaise photo,video,music and documents etc. ko store karta hai. wordpress do version mai upload hota hai jisme se aapko ek free milega or dusre mai aapko domian and web hosting ki jarrat padegi.  wordpress ek bhut hi populer bloging platform hai jiske liye bhut si company apni website bnane ke liye use karti hai. or agar aap apna blog wordpress.com par bnaege to aapko is par kahin bhi kisi bhi prakar ka paisa nhi dena hota hai yah ek free service hoti hai janha par aap apna blog bana satke hai. or agar aap blog wordpress.org par bnaege to aapko uske liye internet se domain and web hosting ki jarurat pdti hai.

internet par bhut si company domain and webhosting ka offer deti hai janha se aap buy kar sakte hai.

agar hum bat kare ki dono website mai sbse jayda use kiska hota hai to mai bata deta hu aapko sabse jayda use wordpress.org ka hota hai ie log bhut hi pasand karte hai or isika sbse jayda upyog karte hai.

agar aap bhi business se lekar koi website bnana chahte hai toh aap wordpress.org se bana sakte hai wordpress par hum bhut asani se post likar publish kar sakte hai isme bhut ache fetaures bhi hote hai. agar baat kare aaj ki date ki to wordpress dunia ki sbse achi ek number ki web hosted blogging tool hai.

WordPress plugin kya hai in hindi

 

kya aap jante hai wordpress itna populer kyu hai agar aap nhi jante to mai aapko bata deta hu. WordPress apni plugin ke wajah se aaj itna populer hua hai,agar wordpress mai plugin nhi hote to shayad wordpress itna populer nhi ho pata.  yah ek word aata hai plugin aakhir yah kya hota hai to aaiye jante hai yah kya hota hai.

yah program ke dwara taiyar kiye jana ek software ki tarah hota hai jo ki wordpress ki functionality ko expend karta hai. yah ek feature hota hai aapko jis prakar ka features chaihe hota hai usi prakar ka features aap install kar sakte hain.

 

WordPress themes

yah ek software hai jiski help se aapka blog alag alag dekhne lagega jo aapko acha themes lage aap use install kar sakte hai jaia look chahe vaisa look de sakte hai aap apne blog ko.

 

Seo

seo friendly permalink:-  yah post ka url set karne ke liye hota hai isme aap chahe to aapka url alag alag show kar sakta hai.

 

yadi aap net par kuch search karte hai to aapne dekha hoga kuch post sbse top page par aa jati hai jo google ke top page par aati hai post bo blog jaydater wordpress par hi hote hai agar aap apne seo ko bhut high karke rakhege to apni post ko top post par la sakte hai. is tarah hum sakte hai seo ke najriye se wordpress bhut hi achi choice hai.

 

Read post:-

  • SBI net banking online activate kaise kare
  • SBI net banking se paise transfer kaise kare
  • sbi yono app kya hai

 

At last:-

dosto umeed karta hu aap is post se bhut ache se samjh gye hoge ki wordpress kya hai agar aapko kuch samjh na aye to aap hme comments karke bhu puch sakte hai.
Thank you..........

और पढ़ें »

Whatsapp business kya hai: Whatsapp se hoga ab payments

लेखक: Adminश्रेणी: new update, Social Network, TECHप्रकाशित: February 9, 2018

hello dosto to kaise hai aap log,

Dosto abhi tak aap log payments paytm,bhim,mobikwik jaise app ka use karte aa rahe hai,lekin dosto kuch ghanto baad aapko in sab se chhuthkara milne bala hai. Kyuki dosto whatsapp kuch hi ghanto baad  whatsapp payments service update karne bala hai,aap phir whatsapp se bhi payments kar paenge ji ha dosto aap whatsapp payments se paise bhej bhi sakte hai or paise le bhi sakte hai. Abhi bhut se logo ke paas yah update aa chuka hai bhut log social network par whatsapp upi payments ka screenshot upload kar rahe hai,whatsapp mai is feturas aane ke baad paytm ko takkar mil sakti hai paytm ka use karna kam ho sakta hai abhi whatsapp ke pahle hi hike ne apna payments service bank launch kar chuka hai,whatsapp upi payments abhi filhal beta version mai hi update hua hai sabhi logo ke liye update nhi hai.

Read post:-

  • SBI net banking online activate kaise kare
  • SBI net banking se paise transfer kaise kare
  • sbi yono app kya hai
  • Android studio kya hai?
  • Whatsapp se paise kaise kamaye
  • Email marketing se paise kaise kamaye
  • Whatsapp par face lock kaise lagate hai
  • Whatsapp hack kaise kare
  • Home loan kaise le? Home Loan lene ki puri jankari hindi me
  • Facebook creator kya hai? Facebook creator se paise kaise kamaye
  • Car kharidhne ke liye loan kaise milega? Car loan important tips in hindi
  • Instagram account hamesha ke liye deleted kaise kare

 

At last:-

Dosto whatsapp me launch kar diya hai apna whatsapp business new app jispar aap asaani se business kar sakte ho jiski shop ya koi bhi business hai to vah whatsapp business ke madad se kar sakta hai dosto umeed karte hai aapko yah article pasand aaya hoga agar article pasand aaya ho to apne dosto ke sath share karna na bhule

 

Thank you...

और पढ़ें »

Sbi yono app kya hai in hindi

लेखक: Adminश्रेणी: SBIप्रकाशित: February 7, 2018

hello dosto,

Aaj hum bat karne bale hai bi Sbi yono app kya hai or iske kya fayde hai,dosto vaise to aapko play store mai bhut se app milte hai sbi ke lekin india ki sbse badi bank sbi ne yh app launch kiya hai jiska name hai sbi yono app,Yono app ke andar apko sabi tarah ki service milegi yono app par aap sirf 5 minute mai apna account khol sakte hai. iske andar aapko sbi ki service ke alaba 60 se adhik  achi service mobile par milegi.

To aaiye jante hai is app ki full datails:-

Yono app ka poora name (You only need one) hai is app ko playstor se 8mb mai download kar sakte hai download karne ke baad apko registration karna hoga.

Yono app ke full details and features:-

1- digital tarike se aap 5 minute mai account khol sakte hain.

2- 4 click mai fund transfer kar sakte hain.

3-bina paper work ke pree aproved personal loan.

4-fd ke badle overdraft ki subida.

5-investment product,insurance ki subida.

Dosto umeed karta hu aap logo ko yah app achi lagegi agar kuch puchna chaho to comments kar sakte hai

Thank you

facebook page

share link-https://humsikhatehain.com/sbi-yono-app-kya-hai-hindi/

और पढ़ें »

Whatsapp business kya hai ise use kaise kare or paise kamaye

लेखक: Adminश्रेणी: Social Network, TECHप्रकाशित: February 4, 2018

Agar aap koi business karte hai or aap apne business ko badana chahte hai

yadi aapka koi girahak hai or wo whatsapp chalata hai to aap apne bisuness ko promote kar sakte ho ghar bethe apna business ko bada sakte hai.....

Pahle kya tha aap apna persionl number or business number se do do whatsapp chalate the magar usme bhi kuch khash bat nhi thi usme bhi aapko bhut paresani hoti thi or aapko tool nhi mil pate the magar ab chinta na kare whatsapp business par aapko kuch ese tool diye gaye hai jisse aap apne business ko karne mai aasani hogi aap apni profail mai bhut si details dal sakte ho jisse aapke girahak ko paresan nhi hona padega,to chaliye aapko whatsapp business ke bare jante hai.

Whatsapp business app kya hai

Agar aapka koi business hai to yah bhut hi simple si baat hai aap jo details aapne girahak ko btate hai jaise ki apna website shop open and close time whatsapp business se aapko yah fayda hai ki aapko yah sab btana nhi padega yah sare details tools whatsapp business mai diye gye hai.

Whatsapp business ke liye aapko app download karna pdega whatsapp business downloas ke liye yanha click kare.

Ab aapko whatsapp business download karne ke baad isper account simple whatsapp ki tarah hi banta hai bas isme ek khasiyat hai aap "Ladline number" se bhi whatsapp bana sakte hai whatsapp verify karne ke liye call verifasction

ko seleted kare.

Whatsapp business app mai kya kya tool hai

JO normel whatsapp hota hai hum usme name or tegline hi daal sakte hai or whatsapp business mai hum apne sabi important details daal sakte hai.

Jaisi ki aap upar pic mai dekh sakte hai hum kya kya daal sakte hai,

*isme hum apni business location bhi daal sakte hai jisse ki log aasani se hmari shop tak aa sake.

*category bhi seleted kar sakte hai.

*timing bhi daal sakte hai.

*aap apne business ke bare mai bhi likh sakte hai taki log aasani se shamj paye aapka business kaisa hai.

*aap apna emile id daaal sakte hai taki aako log mail se contact kar sake.

*or aap apna website bhi daal sakte hai.

Jaise ki aapne dekha hum kis tarah se apni business ki details ko daal sakte hai,iske alaaba or bhi tool deta hai whatsapp business.

Massage mai labels add kar sakte hai hum....

taki aapko mange karne mai thodi aasani ho sake.

statistics ye bhi ek badia sa option hai jisse hum asani se yah jaan sakte hai ki hme kitne msz aaye hai or humne kitne msz send kiye hai.

Away maasage yah bhi ek bhut acha option hai jisse ki mano agar aap offline hai online nhi hai aap to aapko usme ek option milega msz set karne ke liye agar aapko koi msz kartaa hai to vo automatic send ho jaega jisse ki aapke girahak ko jayda paresan nhi hona padega or jab aap online aayenge so aasani se use reply kar paenge.

Greeting massage yah bhut hi badia option hai aagr aapka custumer aapko msz karta hai to autpmatic use welcome ka msz chala jaega jisse aap apne custumer ka welcome kar paenge...................

Quick reply yah bhut acha option hai aagar aapko ek sath sabko ek hi msz reply karna hai to aap use simple codewrd mai "/" mai type kar sakte hai or vo vanha long msz mai send ho jaega.

Whatsapp business app bhut hi acha app hai business ko promote karne ke liye agar aapke man mai koi saabal aaye whatsapp business se jude hue so mujhe comments kare aapko 2 ghante ke ander comments ka reply mil jaega

-thank you

और पढ़ें »

Facebook ki help se simcard ki details kaise nikale in hindi

लेखक: Adminश्रेणी: facebook, Social Network, TECHप्रकाशित: February 3, 2018

hello dosto,aaj ki date mai sab log facebook use karte hai esa muskil se koi bacha ho jo facebook use nhi karta ho aap log facebook jaroor chalate ho lekin aapko facebook ki ek khash bat nhi pata jo bat aaj mai aapko btane bala hu agar ache se seekhna chahte ho facebook se sim card ki details call details,contct number,massage details or facebook se deleted kiye gye massage and pic kaise hack kare jo poora articel padiye.

agar aapki girlfriend aapko facebook ka password deti hai or vo apne pahle ki gai chat deleted kar deti hai to aap asani se us chat ko bapas read kar sakte hai or usi ke sath sath usi call details nikal sakte hai,ab aap log soch rahe hoge ki facebook se simcard ka kya connection to mai aapko bata du aap usi number ki datails nikal paoge aapki jis no. facebook id bana ho usi id ko login karke aap datails nikal paoge to chaliye suru karte hai aap mujhe step by step follow karte jaiye...................................

  • Android app kaise banaye

FACEBOOK KI HELP SE SIMCARD HACK KAISE KRE IN HINDI   

SETP-1

aapko apne id ka stting on kar lena hai

step-2

setting on karne ke baad

screenshot mai dikh raha downoad a copy data par click kare

STEP-3

Download a copy data par click karne ke baad aapke samne ek page khulega jo niche screenshot mai aapko start my archive par click karte hai aapki id aapka login password magega use dalne ke baad aapko 4-5 min. wait karna hoga aapka deta aapko notifashion mai mil jaeaga aapko download kar lena hai use,deyan rahe yah trick only computer ya laptop par hi work karegi warna zip file jo download hogi vo mobile mai sahi se  work nhi karegi.

 

 

STEP-4

aapki facebook ki zip file download ho gai aab aapko us kholne ke liye html mai jakar file on kar le o  hote hai vo kuch is tarah dikhegi neeche screenshot mai dekhie

 

ab aap yaha se apni sim card ki call details and massage details ke sath sath facebook deleted chat vi pad sakte hai......or bhut poori deatils v dekh paoge.......

 

UMEES KARTA HU AAP LOGO KO YAH TRICK ACHI LAGI HOGI AGAR KOI GALATI NAZAR AAE TO COMMENT MAI BATA SAKTE HO....

-Thank you

 

 

और पढ़ें »

  • «
  • Go to page 1
  • Interim pages omitted …
  • Go to page 91
  • Go to page 92
  • Go to page 93

Primary Sidebar

Recent Posts

  • Attack Movie Download
  • RTGS Full Form in Hindi RTGS फुल फार्म हिन्दी में 2021
  • YouTube Se Paise Kaise Kamaye 2021? पूरी जानकारी हिन्दी में
  • SBI bank balance Enquiry, SBI Balance Checking 2021 Best Tarika
  • YouTube Studio Kya Hai? YouTube Studio Kaise Use Kare